Paikar Tha Wafa KaPaikar tha wafa kPaikar tha wafa ka, mohabbat ka khuda thaWoh shakhs zamane mein sab se hi juda thaChahat ke khazane they har lafz mein us keDaaman mera us ne duaaon se bhara thaMujh ko nahin dekha karri dhoop ne chu karBaba mera duniya main mujhe aisa jo mila thaFikrein na zamane ki kabhi paas bhi aayiHar dard meri hasti se dartaa hi raha thaJab tak raha saanson ka basera mere babaTab tak main ghamon se bachta hi raha thaUs shaam ki hiddat mere dil se nahin jatiJis shaam tera saaya mere sar se utha tha
Hum Aapko Chahenge Wafa Ki Had TakHum aapko chahenge wafa ki had takBewafai ko apki hum wafa kar dengeRoyenge aap hume dekar sazaEk din hum aisi khata kar denge
Ek Bewafa Ko Apna Hamraaj BanakarEk bewafa ko apna hamraaj banakarAb pachhta raha hun apna dil ganwakarUs bewafa ne zindagi mein aag laga diJise dil mein basaya tha dhadkan banakar
Wafa Shayari, Wo dil hi kyaWo dil hi kya jo wafa na kareTujhe bhul kar jiye kabhi khuda na kareRahegi teri mohabbat meri zindagi bankarWo baat aur haiAgar zindagi wafa na kare
Wafa Shayari, Har Bar Apki Salamti KiHar bar apki salamti ki dua karegeTeri arzu me apni hasti fanah karegeTum chahe daman bachalo humse lekinHum marte dum tak apse wafa ka